Hari Mirch Ka Salan Recipe
Hari Mirch Ka Salan Recipe – Do you enjoy hot and piquant foods? Look at the most delectable and spicy Hari Mirch ka Salan dish on this page. This recipe, prepared with Indian products and methods, is a complete joy for Hari Mirch fans. Enjoy the tasty Hari Mirch ka Salan.
Person
4
Time
1:00 – 0:20
Rating
Ingredients
- hari Mirch 250gm
- karhi patta 20 leaves
- Safaiz Zeera 50 gm
- Pisa huwa khopra 50 gm
- Imli 200 gm
- lal pisi mirch 2 table spoon
- dhania Powder 2 table spoon
- Salt as per taste
- Haldi 1 table spoon
- Piyaz 3 medium
- Grlic/ ginger Paste
Method
- Zeera +khopra aur dhania halka sa kisi pan main bhoon kar grand kar lain . phir Piyaz ko brown kar ke nikal lain aur hari mirch aur kari patta leaves oil main daal kar cover kar dain . now add garlic paste a little water . ab sara maslah dal kar bhoon lain aur thora sa pani add kar dain . . piyaz ko blender main blend kar ke us ko bhi daal dain . thorin dair pakne ke baad imlli ka juice bhi handi main dal kar pakne dain . 10 minute ke baad oil upper ane ke baad serve. .kar sakte hain
- Daal chawal ke saath serve karain . bohot tasty chatkhare dar lagega .