IMEI Number Se Mobile Kaise Pata Kare

Aaj ki post tamam android sarfeen ke liye hai. kyunkay agar aap ka phone gum ho jaye ya chori ho jaye to aap apne phone number ko ghalat istemaal se kaisay bacha satke hain aur phone ki location kaisay maloom kar satke hain. Aj hum apko btaye g eke kaise IMEI Number se mobile kaise pata kare ya IMEI no sy mobile kysy track kiya ja skta hai.

IMEI Number Check Karne Ka Tareeqa

Apna IMEI number check karne ke liye * # 106 # Dial karen ya aap –apne mobile phone ka tool box bhi check kar satke hain.

Chori Shuda Phone Ke Liye CPLC Help Line

Agar ap ka phone chori ya chean liya jata hai to ap apne phone ko bock karne ke liye CPLC help line number par shikayat kar satke hain.

Rabita number 021-35662222 aur 021-35682222.

Is number ko Dial karne ke baad apne IMEI number ko help line par mutala karen. Ap 1102 CPLC help line number bhi Dial kar satke hain.

Related Posts
Mobile Chori Ya Chin Jaye To Kya Kare
mobile

Mobile phone hamari zindagi ka aik laazmi hissa ban rahay Read more

Facebook Page Kaise Banaye
facebook

Page ka naya tajurbah aap ke liye facebook par apni Read more

Muqadas Fatima

Muqadas is your tech-savvy friend keeping you in the loop on the newest features, app updates, and handy how-to's across various social media platforms. Stay informed and make the most of your social experience.
Subscribe
Notify of
guest
0 Comments
Inline Feedbacks
View all comments